Uzkurullah ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH ALLAH Jalla jalalohu.
Sadain Duroodon Ki Ati Rahein Gee(InshaAllah Azawajal) Jinhein Sun K Dil Shaad Hota Rahega(InshaAllah Azawajal) KHUDA Ahle Sunnat ko Abaad Rake(Ameen Summa Ameen) MUHAMMAD ka Milaad Hota Rahe GA(InshaAllah Azawajal)
Jis taraf uTh gayee dam mein dam aagya,Uss nigaah i 'inaayat pe laakhon salam - Kis ko dekha yeh Musa se pooche ko'ii Aankhon walon kii himmat pe laakhon salam - Door o nazdeek kay sun-nay waalay woh kaan Kaan e la'l e karaamat pe laakhon salam - patli patli gul e quds ki patiyaan - Un laboN ki nazaakat pe laakhon salam - Jinkay guchchay se lachchay jhaRein noor kay - Un sitaaroN kii nuzhat pe laakhoN salam - Woh dahan jis kii har baat wahi e khuda,Chasma e 'ilm o hikmat pe laakhon salam MUSTAFA JAANE RAHMAT PE LAKHOON SALAM!!